chingari koi bhadke chingari koi bhadke tho saawan usse bhujhaye saawan jo agan lagaaye usse koun bhujaaye usse koun bhujaaye pathjar jho baagh bhujhaade woh baagh bahar khilaaye jo baagh bahar mein ujde usse koun khilaaye usse koun khilaaye hum se math poocho kaise mandir toota sapnon ka hum se math poocho kaise mandir toota sapnon ka logo ki baath nahin hai yeh kissa hai apnon ka koi dushman bhes lagaaye woh meeth jiyaa behlaaye man meeth jo bhaav lagaaye usse koun mithaye naa jaane kya hojaatah jaane hum kya karjaathe naa jaane kya hojaatah jaane hum kya karjaathe peethe hai tho zinda hai na peethe tho marjathe duniya jo pyaasa rakkhe tho majira pyaas bhujhaaye majira jo pyaas lagaaye usse koun bhujaaye ooo usse koun bhujaaye maana toofan ke aage nahin chaltha zor kisikaa maana toofan ke aage nahin chaltha zor kisikaa moudon kaa dosh nahin yeh dosh hai aur kisi kaa majdhaar mein nayya dole tho maaji paar lagaaye maaji jo naav duboye usse koun bachaaye ooo usse koun bachaaye chingaari.....